Bijli Kahan Say Aati Hay?
An episode of the Incredible Questions Of Science by Science Fuse podcast, hosted by Science Fuse, titled "Bijli Kahan Say Aati Hay?" was published on June 18, 2020 and runs 15 minutes.
June 18, 2020 ·15m · Incredible Questions Of Science by Science Fuse
Summary
Bijli Kahan Say Aati Hay? Apni science communicator Miss Imama ke saath, is haftay janiye aik azeem sciencedaan, Michael Fraday ki zindagi ke baray main. Puranay London ki tang galiyon main paida honay wala ye hoshyaar larka akhir kis tarah, bijli ke saath karnamay karnay laga? Or akhir is mashoor o maroof sciencedaan ne hamari roz marah ki zindagi kis tarah badal di? Tou intezaar kis baat ka? Aaen, hum mil kar in sab sawaalon ke jawaab talaash kartay hain or jantay hain ke akhir bijli kahan se paida hui?
Episode Description

Similar Episodes
Apr 9, 2026 ·42m
Apr 2, 2026 ·49m
Mar 26, 2026 ·43m
Mar 19, 2026 ·39m
Mar 12, 2026 ·73m
Mar 5, 2026 ·51m