EPISODE · Sep 25, 2020 · 9 MIN
poday kia khaatay hain?
from Incredible Questions Of Science by Science Fuse · host Science Fuse
Kisi bhi jandaar ko barhnay aur takatwar bannay k liye khanay peenay aur nash-o-numa ki zaroorat hoti hai. Lakin kya hamaray ass pass kuch jandar esay bhi hain, jo apni zarooryat sirf hawa se poori kar letay hain? Aj apne science communicator k sath is sawal ka jawab talash karain aur janniye un jandaron k baray me jo hawa aur pani se kuch chemicals le kar apna khana khud tayyar kar letay hain aur sath hi sath insanon ko bhi beshumar faiday faraham kartay hain.
NOW PLAYING
poday kia khaatay hain?
No transcript for this episode yet
Similar Episodes
Mar 26, 2026 ·1m
Mar 19, 2026 ·34m
Feb 18, 2026 ·11m
Feb 11, 2026 ·45m