EPISODE · Nov 30, 2025 · 2 MIN
Socha nahin achchha bura - Bashir Badr
from Lafz · host kaun_ abhi?
Aaj 30 November hai .. aur main bashir saahab ki ye mashoor ghazal record kar ke upload kar raha hun . School ke dino se hi ye bohot pasand rahi hai mujhe .. khaas kar ke doosara sher iska . Is ghazal mein poora ek zamaana simta hua hai umra ka meri . Woh saare log yaad aane lagte hain jo is waqt bbehadd qareeb theyy mere .. par ab saalon se baat nahin hui . Jo is episode ke liye photo use ki hai woh ek friend ne kalimpong se click kar ke bheji thi . Kalimpong water painting ke jaisa lagta hai nah ?Zafar Iqbal ka ik sher hai : सफ़र पीछे की जानिब है क़दम आगे है मेरामैं बूढ़ा होता जाता हूँ जवाँ होने की ख़ातिरSafar peechhe ki jaanib hai qadam aage hai meraMain boodha hota jaata hoon jawaa'n hone ki khaatir ishq Soz .
What this episode covers

NOW PLAYING
Socha nahin achchha bura - Bashir Badr
No transcript for this episode yet
Similar Episodes
Oct 2, 2024 ·0m
Aug 27, 2024 ·1m
Aug 27, 2024 ·0m
Aug 27, 2024 ·0m
Aug 27, 2024 ·0m
Aug 27, 2024 ·0m