EPISODE · May 10, 2020 · 1 MIN
Uss waqt agar tum aa jao! by Ajmad Islam Amjad
from Poetry Shayari · host Voice of Hayat
Jab shab ke shakasta zeeno’n se mehtaab utaarney lagta hai Jab gham ke sard aalaoon main umeedain bhujey lagti hain Jab dil ke shoodeera samandar main awaazain marney lagteen hain Jab mosam haath nahi aaty, jab titli baat nahi karti Jab zinda rehna ik be-maani kaam dikhai daita he Jab aany waala har lamha dushnaam dikhai daita he Jab yaad ke gehray saannaaty main chehray ghum ho jaty hain Jab dard se bhojaal ankhoon main gaardaab se parny lagty hain Jab shammain ghum ho jateen hain, jab khuwab bikharny lagty hain Uss waqt agar tum aa jao Uss waqttt, agar tum aa jao Uss waqt agar tummm, a jao!!!
What this episode covers

NOW PLAYING
Uss waqt agar tum aa jao! by Ajmad Islam Amjad
No transcript for this episode yet
Similar Episodes
Jun 29, 2026 ·60m
Jun 22, 2026 ·61m
Jun 15, 2026 ·65m
Jun 8, 2026 ·64m
Jun 1, 2026 ·55m
May 29, 2026 ·63m