-
5
Sochta Hoon Remix | Nusrat Fateh Ali Khan | Musab Arain
Sochta hoon uska dil kabhi mujh pe aaye to – 2 Jaan bhi usse de doon main woh kisi tarah mujhe aajmaye to..aaye toh Sochta hoon uska dil kabhi mujh pe aaye to Aaye toh aaye toh [ Iss dil pe kya kya guzarti hai.. jab uski nazar baat karti hai.. ] – 2 Meri bekhudi barhne lagi Woh khayalon main jab.. muskuraye to..aaye to.. [ Sochta hoon uska dil kabhi mujh pe aaye toh aaye toh ] – 2 aaye to – 4 [ Hansta hai koi koi routa hai.. yeh jazba to har dil mein hota hai ] – 2 Mujhe pyaar hai intezaar hai Meri jaan tujhe koi ye bataye toh Aaye toh… Sochta hoon uska dil kabhi mujhe pe aaye toh Sochta hoon uska dil kabhi mujhe pe aaye toh Jaan bhi usey de doon main woh kisi tarah mujhe aazmaye toh Sochta hoon – 2 ….
-
4
Bandeyaa | Musab Arain ✪
Bandeya tu munh mod ke na jaa Bandeya tu munh mod ke na jaa Bandeya dehleez laangh ke na jaa Naina bechaare ro ro ke haare Chhod gaya tu kiske sahaare Ruk jaa re, naa jaa re Ruk jaa re, naa jaa re Bandeyaa tu munh mod ke na jaa Rab se.. hone lage shiqve hain Rab se.. hone lage shiqve hain Jab se tumne kahaa chalte hain Palkon se ashq ye kyun na gire Seene ki jalan ye kaise sahein Ruk jaa re, naa jaa re Tham jaa re, naa jaa re Bandeya tu munh mod ke na jaa Raste khamosh kyun bethe hain Hmm raste khamosh kyun bethe hain Lamhe sehme se kyun rehte hain Kisi ka toh intezaar hai inhein Sapne kyun bewajah ye bune Ruk jaa re, naa jaa re Tham jaa re, naa jaa re Bandeya tu munh mod ke na jaa Bandeya tu munh mod ke na jaa..
-
3
Jaane tere shehar ka kya iraada hai | Musab Arain ✪
Jaane tere shehar ka kya iraada hai Aasmaan kam, parindey zyada hain O.. jaane tere shehar ka kya irada hai Khushi ka hissa Gham ka hissa Ghoont ka hissa Dum ka hissa Zakhm aur marham ka hissa Dil-farosi ka ye qissa Jaane tera ishq bhi Kya tamasha hai Raat ko mulzim Din mein Khuda saa hai Jaane tere shehar ka kya iraada hai Jaane hum pe kaun si aisi tohmat hai Samajh na paayein aib hai yaa ye aadat hai Malmal mein lipte hain Phir bhi bikhre hain Bas ye jaam humara hai, hum iske hain Yun toh mera dard hi ik dawa saa hai Yun toh mera dard hi ik dawa saa hai Har ghadi zinda.. har din naya saa hai Jaane tere shehar ka kya iraada hai
-
2
Rab Jaane - Sonu Nigam By: Musab Arain ✪
Rab Jaane - Sonu Nigam By: Musab Arain ✪ by Musab Arain ✪
-
1
Nagin - High Bass Club Mix - DJ Ansab Prince
http://www.facebook.com/ansab.prince http://www.youtube.com/ansabprince
We're indexing this podcast's transcripts for the first time — this can take a minute or two. We'll show results as soon as they're ready.
No matches for "" in this podcast's transcripts.
No topics indexed yet for this podcast.
Loading reviews...
ABOUT THIS SHOW
Podcast by Musab Arain ✪
HOSTED BY
Musab Arain ✪
Loading similar podcasts...