EPISODE · May 28, 2020 · 8 MIN
Jamni rang nai dunya kaisay badlee?
from Incredible Questions Of Science by Science Fuse · host Science Fuse
Dostonnn kya aap ko pata hai k ab tak jitneeeee bhe scientific discoveries huin hain unn may say ziada tar tou tukkay say hui hain! Aisa hai kay science ki duniya main kabhi kabar kamaal discoveries ghalti se hojati hain. Or kabhi kabhi tou apka tajassus yaani curiosity, apko maala maal kar deta hai bhaii. Dosto ye kahani hai aik aisay tukkay ke baray may, jisnay raaton raat aik nawjawan sciencedaan ko ameer kardiya. Or uski discovery ki waja se duniya main aik bilkul nayi industry bhi shuru hui! Hamaray sciencedaan William Henry Perkin ko bachpan se hi mazay mazay ke experiments yani tajurbay karnay ka shoq tha.
NOW PLAYING
Jamni rang nai dunya kaisay badlee?
No transcript for this episode yet
Similar Episodes
No similar episodes found.