Aaj koi Zahoor e tarteeb
from Dastan -e- zindagi Hosted by Ashok Sawhny 'Sahil'
Title - Aaj koi Zahoor e tarteebBy @AshokSawhnySahil. Visuals - Badar Naaz#ashoksawhnysahil #urdupoetry #shayari Aaj koi Zahoor e tarteeb kisi nizaam mein nahin haiSadaqat ka naam o nishaan kisi payaam mein nahin haiUnsiyat aur bhai chaare ki baaten zururMagar guftagu kisi pandit aur imam mein nahin haiDua salaam to kaam zubaan ka haiJo dil se na kya jaaye woh ehteraam nahin haiAaj halchal hai itni hangame zabardastKe aaraam ko ‘Sahil’ koi aaraam nahin hai
Embed this episode
No transcript yet.