Betabiyan
from Parichay Hosted by Parichay
▶ Stream PARICHAY's Music on: hypeddit.com/ParichaySongs ▶ Follow PARICHAY on: ➟ Instagram: www.Instagram.com/ParichayOnline ➟ Youtube: www.Youtube.com/ParichayMusic ➟ Facebook: www.Facebook.com/ParichayOnline ➟ Twitter: www.Twitter.com/ParichayOnline ▶ Check out PARICHAY's Video Playlists: ✨Music Videos: bit.ly/ParichayMusicvideos ✨Songs: bit.ly/ParichaySongs ✨Live Performances: bit.ly/ParichayLive ☛ For all Show Bookings & Inquiries: Email: [email protected] / Whatsapp: +1-289-270-8299 Lyrics: Jalti hai agan raato mein Bejaan se in khaabo mein Dum tod diya saason ne Dardo se bhari raaho mein Roz bhatakta tanha bankar Sehra mein mann pyaasa Naamumkin sa lagta ab to Bhulna tumko asaan Betaabiyan milan ki tumse Betaabiyan milan ki tumse Aas rahe reham ki rabse Betaabiyan Betabiyan Kaise hai ye gham Jaane kaise ye sitam Chot khayi bhi hai aisi Jise Lage na marham Kaise hai ye gham Jaane kaise ye sitam Chot khayi bhi hai aisi Jise Lage na marham Shor si lage Kyu gehri khamoshi bhi Cheekhe hai suno Gawaahi raato ki bhi Needein bhi kahi kone mein jaake baithi Poori ho gayi Miyaad khaabon ki bhi Mil kisi bahane se to mil Khaali pada hai ye dil Asaan na ho mushqil Roz bhatakta tanha bankar Sehra mein mann pyaasa Naamumkin sa lagta ab to Bhulna tumko asaan Betaabiyan milan ki tumse Betaabiyan milan ki tumse Aas rahe reham ki rabse Betaabiyan milan ki tumse Betaabiyan milan ki tumse Betaabiyan milan ki tumse Aas rahe reham ki rabse Betaabiyan milan ki tumse
Embed this episode
No transcript yet.