EPISODE · Aug 2, 2025 · 7 MIN
Do Baagh, Ek Ibrat
from Suno Aur Socho · host Shaik Masrath
Do aadmi. Do baagh. Ek ki zubaan mein shukr tha, doosre ki aankhon mein ghuroor... Surah Al-Kahf mein aane wali yeh misaal sirf ek kahani nahi — ek aaina hai.Jismein har shakhs apne aap ko dekh sakta hai. Iss episode mein hum baat karte hain: 🌿 Duniya ke husn aur uski faani haqeeqat ke baare mein 🪞 Takabbur aur tawakkul ke darmiyan ke farq ke baare mein 📖 Aur Qur’an ki us misaal ki, jo har Jumu’ah humein yaad dilayi jaati hai Suniye ek aisi kahani,jo zindagi ke baaghon ko dekhne ka nazariya badal degi... Aur yaad rakhiye — “Masha Allah kehna sirf ek adat nahi… ek aqeedah hai.” 🎙️ Suno Aur Socho – by Masrath
Embed this episode
Ready to play
Do Baagh, Ek Ibrat
No transcript for this episode yet
Similar Episodes
No similar episodes found.
Similar Podcasts
No similar podcasts found.