Hamein Shab Maano
from Dastan -e- zindagi Hosted by Ashok Sawhny 'Sahil'
Hamein shab maano tum mah o anjum sahi Tumhari timtimahat magar hamara sukoon le jaati hai Kab samjhoge baaten tum, ai firasatmando, kaho Aqlmandi tumhari hamara junoon le jaati hai Jaanaan, ada o husn ki baaten karen to kya karen Jab shokiye nigah teri sar nigoon sharmaati hai Logon ko hum ne suna hai kehte huay, ai shayar Faza tera saamen tak mazmoon le jaati hai ‘Sahil’, neem shab ke khwabon se kyon mahroom hai tu Teri aadhi raat ki shayri hamara noon le jaati hai
Embed this episode
No transcript yet.