EPISODE · Jul 25, 2021 · 0 MIN
hijr karate ya koee vasl guzaara karate हिज्र करते या कोई वस्ल गुज़ारा करते
from Prof. Ahmad Mir · host Prof. Ahmad Mir
hijr karte ya koi wasl guzara karte hum bahar-haal basar khwab tumhaara karte ek aisi bhi ghadi ishq mein aai thi ki hum khak ko hath lagate to sitara karte ab to mil jao hamein tum ki tumhaari khatir itni dur aa gae duniya se kinara karte mehw-e-araish-e-rukh hai wo qayamat sar-e-baam aankh agar aaina hoti to nazara karte ek chehre mein to mumkin nahin itne chehre kis se karte jo koi ishq dobara karte jab hai ye khana-e-dil aap ki khalwat ke liye phir koi aae yahan kaise gawara karte
What this episode covers

NOW PLAYING
hijr karate ya koee vasl guzaara karate हिज्र करते या कोई वस्ल गुज़ारा करते
No transcript for this episode yet
Similar Episodes
Mar 1, 2024 ·27m
Jan 5, 2024 ·34m
Dec 29, 2023 ·31m
Dec 22, 2023 ·36m