EPISODE · Apr 12, 2023 · 5 MIN
Intrduction To Greatest Poet Sudarshan Faakir - Aaj Ke Daur Mein Ae Dost Ye Manzar Kyoon Hai
from Shayari · host Manoj Agarwal
Aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyoon hai Aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyoon hai Zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyoon hai Jab haqeeqat hai ke har zarre mein tu rehta hai Phir zamin par kahin masjid kahin mandir kyoon hai Apna anjaam to maaloom hai sabko phir bhi Apnee nazron mein har insaan sikandar kyoon hai Zindagi jeene ke qaabil hi nahin ab 'Faakir' Warna har aankh mein ashkon ka samandar kyoon hai आज के दौर में ऐ दोस्त ये मंज़र क्यूँ है आज के दौर में ऐ दोस्त ये मंज़र क्यूँ है ज़ख़्म हर सर पे हर इक हाथ में पत्थर क्यूँ है जब हक़ीक़त है के हर ज़र्रे में तू रहता है फिर ज़मीं पर कहीं मस्जिद कहीं मंदिर क्यूँ है अपना अंजाम तो मालूम है सब को फिर भी अपनी नज़रों में हर इन्सान सिकंदर क्यूँ है ज़िन्दगी जीने के क़ाबिल ही नहीं अब 'फ़ाकिर' वर्ना हर आँख में अश्कों का समंदर क्यूँ है
What this episode covers

NOW PLAYING
Intrduction To Greatest Poet Sudarshan Faakir - Aaj Ke Daur Mein Ae Dost Ye Manzar Kyoon Hai
No transcript for this episode yet
Similar Episodes
No similar episodes found.
Similar Podcasts
No similar podcasts found.