Jaisi teri marzi
from My Pen My Sword Hosted by MPMS
#20. Jaisi teri marzi Jaisi teri marzi tu waise hi rehna Dil mein aayi baat zara khulkar tu kehna!Duniya ye dogli.,tujhe peeche hi kheechegi! Par Muskurate hue tujhko aagey hai badhna!! Har kadam aage na dekha maine peeche pohocha is mukaam pr baki sare mere neeche aakh meeche dekha ek khwaab kai sare sawal mere pas na koi jawab likhta gya khayalat bas main aur meri kitaab sapne kitne toote? koi nhi hisaab badhta rha aage kyuki ye Waqt humesa bhaage samay ka Khel sara tute kai vaade Lekin main na badla, badla to sirf ye waqt duniya tujhse cheenegi jispar hai tera haq ladhna h 2jhe na kuch sehna aur bas yahi kehna Jaisi teri marzi tu waise hi rehna! Dil mein aayi baat zara khulkar tu kehna!Duniya ye dogli.,tujhe peeche hi kheechegi! Par Muskurate hue tujhko aagey hai badhna Written by Saurav Kanojia and Shivaji Sikdar voiced by Saurav Kanojia Published by Sumon Gohain Reach us at [email protected]
Embed this episode
No transcript yet.