Kranti amar rahe
from My Pen My Sword Hosted by MPMS
#10. Kranti amar rahe Desh me chali ek aandhi kyu neta krte kaalakaandi dharm k naam pe baatte ye desh hai ye kesi manmaani suno ye kahani, meri zubani kitne khoon bahe kitni di qurbani? waqt badle, kabhi socha kya thi unme sikh? sare vidroh krte hindu muslim isai aur sikh sare ikathe neta khelte desh k naam pr satte aam aadmi bhugatte kyu ye bhagwan k naam pr bhi na darte? sadko me hai bhid kaha le jaye ye haantho ki lakeer kesi ye taqdeer payi ye desh ne bhediye ghumte insaano k vesh me samay ye hai aya samay badalne ka shanti ka Desh ye na mila tha yuhi, tha ye sapna kranti ka Lekin log gye ye bhul, ab zarurat hai yahi yaad dilane ki kranti amar rahe, Hindustan ye waqt hai jaagne aur jagaane ki Written and voiced by Saurav Kanojia Published by Sumon Gohain Reach us at [email protected]
Embed this episode
No transcript yet.