Soch Mein Dooba Hun
from Lafzon Se Ho Bayaan by Gilbert Hosted by Gilbert Chettiar
Soch mein dooba ho.... Jaane kitne kharocho se guzra hun.... Pata hi na chala.... Ghum ke aashiyaan mein..... Ab bhi bhikra Hun..... Jaane kaun si tohmat aa gayi mujh mein.... Chinn gayi saari rehmat mujh se... Andhero ka saath jugnuo ne bhi chodh diya..... Suraj ki roshni ne toh kab ka sukoon ka daaman chodh diya..... Ab bhi Soch mein dooba ho.... Jaane kitne kharocho se guzra hun.... Pata hi na chala.... Ghum ke aashiyaan mein..... Ab bhi bhikra Hun.....
Embed this episode
No transcript yet.