Tension song mp3
from AAZEE AZHAR Hosted by AAZEE AZHAR
song : tension tension singer : aazee azhar writen & composed by : aazee azhar (SONG WORDS) START... ACTION LETS GO mein daaru pee kay sogaya TENSION TENSION mein sub neela peela hogaya TENSION TENSION mein kab jaga kab soya kia paya kia khoya mein hanstay hanstay rogaya TENSION TENSION mein mein nashay ka aadi hogaya TENSION TENSION mein COMON EVERY BUDDY LET'S GO mein ladkaa hoon subsay AKELA log kehtay hein mein hoon LUTAIRAA mein din bhar BAHAR rehta tha aur SIGRATE phoonka karta tha na DIN ki khabar na SHAB ka pata bus tafriyaan karta rehta tha PONKA PONKA PONKA PONKA ik larki ne mujhko GOOR diya meine bhi usko GOOR diya wo hansi mein hansa wo phunsi mein phunsa chut mangni hoi pat shadi hoi aur mere dill ki barbaadi hoi bachi na hoti mangni na hoti mangni na hoti shadi na hoti shadi na hotay bachay na hotay bachay na hotay kharchay na hotay kharchay na hotay jhagray na hotay jhagray na hotay to tension na hoti LET'S GO bachi ki TENSION.bevi ki TENSION.nokri ki TENSION.doston ki TENSION kahin pay gaphla kahin corruption kahin pay mehngaiee ki TENSION kahin pay goli kahin dhamakay kahin pay drown hamlon ki TENSION kahin pay bijli kahin pay pani kahin pay C.N.G ki TESNION kahin pay mazhab kahin pay firqay kahin pay qoumiyat ki TENSION kahin pay jalsay kahin pay dharnay kahin pay hungamon ki TENSION I HATE I HATE I HATE I HATE mein sir say gunja hogaya TENSION TENSION mein sub neela peela hogaya TENSION TENSION mein COMON EVERY BUDDY LET'S GO BACHI MUJHAY BOLTI HAI SAD SONG BANA BURGER MUJHE BOLTAY HEIN ROCK SONG BANA BEVI MUJHE BOLTI HAI INDIA MEIN GAAA POLICE WALAY BOLTAY HEIN KAGHAZ DIKHA TRAFIC WALAY BOLTAY HIEN LICENCE DIKHA MEDIA WALAY BOLTAY HEIN PAISA KHILA yeh sadar kay kunglay hein inkay defance mein bunglay hein yeh kartay baatein karoron ki aur kholein dukaanein pakoron ki yeh abba kay kharchay pay paltay hein thook say pakoray taltay hein dusron kay L pay uchaltay hein mu say duz duz kartay hein acha lagay to phir say laga worna POGO laga POGO laga sub ullat pullat hogaya TENSION TENSION mein sub neela peela hogaya TENSION TENSION mein kab jaga kab soya kia paya kia khoya mein hanstay hanstay rogaya TENSION TENSION mein STOP
Embed this episode
No transcript yet.