Tum Jab Aaogi
Episode 6 of the The Akhil Arora Show podcast, hosted by Akhil Arora, titled "Tum Jab Aaogi" was published on October 23, 2023 and runs 0 minutes.
October 23, 2023 ·0m · The Akhil Arora Show
Summary
Han! Agar yeh sunliya, To mere kamre mein jo kitaabein hain, unmein fool tumhara diya hua hi hai. Jo tumne us ped ki daali se toda tha! Jo tumne us shaadi mein milte waqt kahin se uthaya tha! Jo tumne kabhi bekhayali mein kisi se le liya hoga aur apna banakar mujhe de diya hoga! Jo Tumne Us chaurahe se khareda hoga jahaan mera aana mushkil hai! Jo tumne kabhi mujhe diiya hi nahi hoga, aur maine apne khayalon mein tumhein dene wala fool, tumhara banakar apne pass rakhliya, Aur is bhram main jee liye ki woh tumne diya hai. Kaash, woh fool tumhara hota. Follow me on Instagram : https://www.instagram.com/akhilaroraxofficial/
Episode Description
Han! Agar yeh sunliya, To mere kamre mein jo kitaabein hain, unmein fool tumhara diya hua hi hai. Jo tumne us ped ki daali se toda tha! Jo tumne us shaadi mein milte waqt kahin se uthaya tha! Jo tumne kabhi bekhayali mein kisi se le liya hoga aur apna banakar mujhe de diya hoga! Jo Tumne Us chaurahe se khareda hoga jahaan mera aana mushkil hai! Jo tumne kabhi mujhe diiya hi nahi hoga, aur maine apne khayalon mein tumhein dene wala fool, tumhara banakar apne pass rakhliya, Aur is bhram main jee liye ki woh tumne diya hai.
Kaash, woh fool tumhara hota.
Follow me on Instagram : https://www.instagram.com/akhilaroraxofficial/
Similar Episodes
Apr 10, 2026 ·180m
Apr 10, 2026 ·34m
Apr 9, 2026 ·180m
Apr 9, 2026 ·34m