EPISODE · Jul 25, 2021 · 0 MIN
Zaroori Baat Kehni Ho, Koi Wada Nibhana Ho | मुझे हमेशा एक वादे के लिए देर हो जाती है
from Prof. Ahmad Mir · host Prof. Ahmad Mir
hamesha der kar daita hun main Zarori Baat Kehni Ho Koi Waada Nibhana Ho Usy Awaz Dani Ho Usy Wapis Bulana Ho Hamasha dair ker daita hoon main Madad Kerni Ho Uski Yar Ki Dharis Bandhana Ho Buhat Darena Raston Par Kisi Say Milny Jana Ho hamesha dair kar daita hun main Badalte Mosamon Ki Sair Main Dil Ko Lagana Ho Kisi Ko Yad Rakhna Ho Kisi Ko Bhool Jana Ho Hamasha dair ker daita hoon main Kisi Ko Maut Se Pehle Kisi Gham Se Bachna Ho Haqeqat Aur Thi Kuch Us Ko Ja Kay Yeh Batana Ho Hamasha dair ker daita hoon main
Embed this episode
Ready to play
Zaroori Baat Kehni Ho, Koi Wada Nibhana Ho | मुझे हमेशा एक वादे के लिए देर हो जाती है
No transcript for this episode yet
Similar Episodes
No similar episodes found.
Similar Podcasts
No similar podcasts found.