PODCAST · arts
Alfaz e Qalb
by Faiz Ahmed
This is the poetry (Shayari) channel for entertainment. Giving you The best sheir of Urdu literature in the form of tribute to famous Urdu Shayar. I'm Also writing so give you entertaining shayari by me. Motto :- Shayari from heart.for beautiful Hearts. जज़्बातों को अल्फ़ाज़ देदूं लिखदूं दिल की हर बात हर बात कहदूं दिल में मुहब्बत होंठों पे प्यार रखता हूँ हाथों में क़लम लेकर दिल की आवाज़ लिखता हूँ ग़ुल-ओ-गुलशन आब-ओ-बहार लिखदूं सच है कि मुकम्मल जहां नहीं मिलता यहाँ पर ये कोशिश है मेरी कि कलम से मुकम्मल जहां लिखदूं
Episodes
-
Iblees ki majlis e Shuura. Poet Allama Iqbal.
Poet. Allama Iqbal. Recital Faiz Ahmed.
-
Shayari. Jism ki Usrat mein cheekhti hui rooh se poocho muhabbat kya hai.
Written by :- Faiz Ahmed. Recited by :- Faiz Ahmed. Record and presented by:- Alfaz e Qalb. Search Alfaz e Qalb on YouTube.
-
Mohsin Naqvi. Shayari tere chehre ki kashish thi k palat kar dekha.
Mohsin Naqvi (5 May 1947 − 15 January 1996) was a Pakistani poet, popular for his ghazals. Poet. Mohsin Naqvi. recital. Faiz Ahmed. Ghazal :- Ashk apna ke tumhāre nahi dekha jaata. اشک اپنا کہ تمہارا نہیں دیکھا جاتا ابر کی زد میں ستارا نہیں دیکھا جاتا اپنی شہ رگ کا لہو تن میں رواں ہے جب تک زیر…
more -
Shayari. Yaar tere ek muskura ke Dekhne pe kaee khwaab bandhe hain.
Poet Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed. Search My YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
-
Ghazal/shayari Muhabbat mein tum ashq peene ki baat karte ho
Poet:- Faiz Ahmed . Recited by :- Faiz Ahmed. These are the some lines of my Urdu Ghazal. Written in bahr e Hindi/ mtaqarib musaddas mehzoof. Search my You tube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
-
Kaifi Azmi shayari poetry. Shor yun hi na parindon ne machaya hoga.
Kaifi Azmi is one of the best and unique Urdu poet. Kaifi Azmi (born Athar Husain Rizvi; 14 January 1919 – 10 May 2002) was an Indian Urdu poet. He is remembered as the one who brought Urdu literature to Indian motion pictures. He was one of the best Lyrysist wrote the songs like kar chale hum…
more -
Shayari. Chahton ko nibhate hue mar jaate hain
Chahton ko nibhate hue mar jaate hain, chaand paane ki khwahish mein taare ban ke bikhar jaate hain, wo hmein kahte hain zinda, berukhi dekh kr unki hum jeete ji hi mar jaate hain. written and recited by Faiz Ahmed (Me). Search my YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
-
Shayari poetry Ghazal. Laut aata hoon mein ghar khaali haath mein apna zameer bikne nhi deta.
Poet Faiz Ahmed. Recital. Faiz Ahmed. Doston ye ghazal meine khud likhi h samaad farmaein apna pyaar dein. Mein apna meyaar girne nhi deta, mein apni anaa ko marne nhi deta,. Ladkhadate hue Qadmon se chalta hoon, main apna safar rukne nahi deta, Laut aataa hoon main Ghar khaali haath, mein apna...
-
Shayari. Muhabbat ki dastaan ko nibhate hue mar jaate hain.
Hum chahat ko nibhate hue mar jaate hain, Hum wo chakor hain jo ki chaand ko taakte hue mar jaate hain, koi aur bachta hai Hamare paas hmare jaisa , hum tumse bichhadte hue mar jaate hain. written and recited by Faiz Ahmed(me).
-
Shayari. Kis tarah logon ke chaehre badal jaate hain
kis tarah logon ke chehre badal jaate hain hum pahchante pahchante thak jate hain wqt ka rang bhi bada ajeeb hota hai iske zariye kaee rang utarjate hain. written and recited by Faiz Ahmed(me).
-
Urdu poetry shayari. Batein chubhi kisi ki to yaad aya hamein...
chubhi kisi ki batein to yaad aya hmein ke Dil hamara dil Hai koi patthar nhi چبھی کسی کی باتیں تو یاد آیا ہمیں کے دل ہمارا دل ہے کوئ پتھر نہیں written and recited by Faiz Ahmed(me)
-
Allama Iqbal. Sitaron se aage jahaan aur bhi hain.
21st April is the Death anniversary of Sir Dr Allama Muhammad Iqbal. He is Legendary Urdu poet and not only poet He is the excellent philosopher also. His poetry amongst the greatest Urdu poetry of 20th century. poetry\ Ghazal :- Sitaron se aage jahaan aur bhi hain. (Baal e jibraeel) Poet. :- Sir...
-
Shahzad Ahmad Heart touching poetry Ghzal . yun to har cheez salamat hai meri duniya mein.
Shahzad Ahmad is the renowned poet in urdu poetry . 16th April is the Birth anniversary of Shahzad Ahmad. poet. Shahzad Ahmad Recital. Faiz Ahmed Ghazl poetry haal us kā tire chehre pe likhā lagtā hai vo jo chup-chāp khaḌā hai tirā kyā lagtā hai yuuñ tirī yaad meñ din raat magan rahtā huuñ dil...
-
Ae muhabbat tere anjaam pe rona aaya. Shakeel badayuni
Poet. Shakeel badayuni. Recited by Faiz Ahmed. Ae muhabbat tere anjaam pe rona aaya, na jaane qn aaj tere naam pe rona aya , yun to har shaam guzaari hai n jaane qn aaj is shaam pe rona aya. Mujhpe hi khatm hua silsila e noha Giri Manzil e Ishq mein hr gaam pe rona aaya jab chhida tazkira zamane...
-
Shayari . Ab wo mere bina bhi khush rhta hai.
Sheir . Phle wo mjhse baat kiye bina preshan rhta tha Ab dekhe bina bhi khush rhta h Phle wo mere saath bhi bechain rhta tha Ab mere bina bhi khush rhta h written and recited by Faiz Ahmed. Search my YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
-
my first live stage performance in Delhi.
This was my first live stage performance in DELHI.
-
Shayari tere saath hijr hai agar to vasl ki chahat kaisi.
This is the teaser . Includes matla of Ghazal . Tere saath hijr hai agar to vasl ki chahat kaisi, tu aati hi nahi kabhi phir ye kano mein teri aahat kaisi. Written and recited by Faiz Ahmed. Complete Ghazal and other performed will be post tomorrow that is 25th March 2021 at 1:40 pm.
-
Shayari poetry mein tumse bichhadte waqt roya tha.
Mein Tumse bichhadte waqt roya tha, mein tum mein gum tha ya khud mein hi khoya tha, mujhe kuch yaad nhii mein bas tumse bichhadte waqt roya tha. Written and recited by Faiz Ahmed. Search my channel Alfaz e Qalb on YouTube.
-
Apne Ghamon ko chupane ka hunar rkhta hoon shayari poetry.
Apne Ghamon ko chupane ka hunar rkhta hoon, Rote hue muskurane ka hunar rkhta hoon, tu mujhe bhoolja ae bhoolne wale , mein bhi tujhe bhoolne ka hunar rkhta hoon. Written and recited by Faiz Ahmed. Search my YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
-
Sahir ludhiyanvi Khubsurat Mod.
TODAY 8th March is the Birth anniversary of the legendary poet Sahir ludhiyanvi. He is the One of the Greatest and famous lyricist in the Bollywood. He was also the first lyricist who demands that Details of the songs should include the lyricist name. NAZM. khubsurat mod poet. Sahir ludhiyanvi...
-
Shayari. Wo bahut door talak mere saath chalne ki baat krta tha.
Wo mere saath chalne ki baat kr tha baat ye hai ki faqat baat krta tha. وہ میرے ساتھ چلنے کی بات کرتا تھا بات یے ہہ کہ فقت بات کرتا تھا poet Faiz Ahmed Recited by. Faiz Ahmed search my channel Alfaz e Qalb on YouTube or link is in the Bio
-
Hum peeth peeche kisi ko Bura nhi kahte shayari.
Shayari. Hum peeth peeche kisi ko bura nahi kahte chalo khush raho tm, munh par to hum buron ko bhi bura nhi kahte. ہم پیٹھ پیچھے کسی کو برا نہیں کہتے چلو خش رہو تم منہ پر تو ہم بروں کو بھی برا نہیں کہتے. Poet. Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed. Search my channel Alfaz e Qalb on YouTube.
-
Wo madham shaam yaad aati hai shayari
Wo Dubta hua sooraj wo maddham shaam yaad aati hai tere ankhon ki chamak wo haseen mulaqaat yaad aati hai,jb teri yaad aati hai mere mehboob bahuut yaad aati hai. Poet Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed. Search my You tube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
-
Kaun kahta h ki adhuura ishq kuch ataa nhi krta shayari
Meri Qalam se self written. Wo tera jana sukhanwar banaa gya mujhko ,kaun kahta hai ki adhuura ishq kuch ataa nhi krta , aur kya sunaun tmhein uski bewafai ke Qisse jb Ishq hi n tha to wo hmse bewafai kya krta. Poet. Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed.
-
Mirza Ghalib ke 10 Behtareen sher | Urdu shayari Mirza Ghalib Urdu Literature
Dosto Mirza Asadullah baig khan Ghalib urdu ke sabse khaas shayar hain. urdu literature inke bina adhura hai. ghalib ne urdu ko badi zinnat bakshi hai. aaj bhi urdu shayari ki baat chalate ghalib ka zikr zaroor hota hai. aaj inki death aniversary hai, or isiliye main lekar aaya hun inke 10 behad...
-
Beautiful poetry 💞 shayari.....
Poet. Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed.
-
poetry on New year| simple yet beautiful poetry Happy New year|
This is the poetry on NEWyear . A VERY HAPPY NEW YEAR TO EVERYONE.🎉🎉🎉🎉🎉🔥🎉🎉🔥 This poetry contains some events of 2020 and the some hope of 2021 . keep enjoying be happy. Poet. Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed.
-
Kisi ko Ghar mila hisse mein ya koi Dukaan aae mein ghar mein sbse chota tha mere...Munawwar Rana
26th November is the Birth anniversary of the Legendary poet or we can say that living legend janab Munawwar Rana shahab. He is very famous for writing poetry on mother(maan) poetry/Ghazal :- kisi ko Gjar mila hisse mein ya koi Dukaan aaee mein Ghar mein sabse chota tha mere hisse mein maan…
more -
Parveen Shakir Sad poetry Charagh e rah kya bujha Rahnuma bhi gya | Sad Urdu poetry
24th November is the Birth anniversary of the phenomenal female poet Parveen Shakir. she is also known as poet of flowers because she wrote so many sheir include flower. Her poetry is the master piece to understand the feeling of female. poetry\ Ghazal :- Charagh e rah kya bujha Rahnuma bhi gya...
-
Mujhse pahli si Muhabbat mere mehboob na maang Faiz Ahmad Faiz| sad Urdu poetry
20th November is the Death anniversary of the Legendary poet Faiz ahmad faiz. Faiz Ahmad Faiz is very famous and acceptable poet in INDIA and Pakistan. poem\ Nazm :- Mujhse pahli si Muhabbat mere mehboob na maang (This poem /Nazm is very remarkable in Faiz's poetry . this poetry or Nazm is…
more -
Akbar Allahabadi ke Mashoor sheir| Aah jo dil se nikali jaegi kya smjhte ho ki khali jaegi
16th November is the Birth anniversary of the Legendary poet Akbar Allahbadi . Whose shayari is famous but name is also popular. He is the master in sarcastic poetry (Tanz -o- mizah).He was also a sessional Judge in Allahabad court. Shayari :- ham aah bhī karte haiñ to ho jaate haiñ badnām vo…
more -
Allama Iqbal Tere ishq ki inteha chahta hoon meri saadgi dekh kya chahta hoon| poetry| Urdu sheir
9th November is the Birth anniversary of Sir Dr Allama Muhammad Iqbal. He is Legendary Urdu poet and not only poet He is the excellent philosopher also. poetry\ Ghazal :- Tere ishq ki inteha chahta hoon. (Baang-e-Dara Vol-1, 1905) Poet. :- Sir Dr Allama Muhammad Iqbal Recited by :- Faiz Ahmed…
more -
BEQARARI SI BEQARARI HAI Jaun Elia |Sad poetry |Jo Guzari na jasaki hamse hmne wo zindagi Guzari hai
8 NOVEMBER is the Death anniversary of the Legendary Urdu poet Jaun Elia. His poetry and shayari has a different place in poeples heart. He is such a great poet that he wrote pain of heart's in his poetry. Poetry / Ghazal. :- BEQARARI SI BEQARARI HAI Poet :- Jaun Elia Recited by :- Faiz Ahmed...
-
Mein aap hi apni maut ki tayyari mein hoon mere khilaf aapki sazish fazool hai. Sad poetry
Poetry :- Bin mange mil rahi ho to khwahish fazool hai. Poet :- Shahid Zaki. Recited by :- Faiz Ahmed. bin māñge mil rahā ho to ḳhvāhish fuzūl hai sūraj se raushnī kī guzārish fuzūl hai kisī ne kahā thā TuuTī huī naav meñ chalo dariyā ke saath aap kī ranjish fuzūl hai ai āsmān terī ināyat bajā...
-
Kabhi khud pe kabhi Haalaat pe Rona Aya. Sahir Ludhiyanvi.
Ghazal kabhi khud pe kabhi Haalaat pe Rona Aya. Poet :- Sahir Ludhiyanvi. Recited by:-Faiz Ahmed. 25th October is the Death aniversary of the phenomenal poet and lyricist Sahir Ludhiyanvi. This podcast is the small tribute to Him. kabhī ḳhud pe kabhī hālāt pe ronā aayā baat niklī to har ik baat…
more -
Jo ishq karta hai kab khandaan dekhta hai. Shayari
Best of Shakeel Azmi Poet :- Shakeel Azmi. Recited by :- Faiz Ahmed. دل کو دیکھا تو کچھ زخم پرانے نکلے اسکی مٹّی کو قریدا تو خزانے نکلے شہر میں جو کرتا تھا سانپ کاٹے کا علاج اسی کے تھانے سے سانپوں کے پیارے نکلے. پروں کو کھول زمانہ اڑان دیکھتا ہے زمیں پہ بیٹھ کے کیا آسمان دیکھتا ہے ملا ہے حسن تو…
more -
Esa badla hoon mein tere shehar ka pani peekar jhoot bolun bhi to nadamat nhi hoti mujhko. Shayari
Nazm :- Ab teri yaad se wahshat nhi hoti mujhko. Poet :-. Shahid Zaki. Recited by :- Faiz Ahmed اب تری یاد سے وحشت نہیں ہوتی مجھ کو زخم کھلتے ہیں اذیت نہیں ہوتی مجھ کو اب کوئی آئے چلا جائے میں خوش رہتا ہوں اب کسی شخص کی عادت نہیں ہوتی مجھ کو ایسا بدلا ہوں ترے شہر کا پانی پی کر جھوٹ بولوں تو ندامت...
-
Deep sad shayari in tone of paine बेरुख़ी कुछ एसी मिली उनसे हमने तो अब इश्क़ करना ही छोड़ दिया!
ye kuch shayri hain dosto Maine khud likhi h . khud padh kar aap logon ko sunaeee h pasand aeee ho to like krein Channel ko subscribe krlein. share krein. koi kami ho to mujhe batein. Apna pyar dein. लोग पूछते हैं कहाँ से सीखा है वफ़ा करना, हम कहते हैं आता ही नहीं हमको दग़ा करना... अब तो इश्क़ की...
-
khubsurat love shayari | wo har soorat pasand hai mujhe pr wo n muskuraey to mjhe acha nhi lagta
आब :- पानी ग़िल :-मिट्टी फ़िरदौस :- मानव के लिए स्वर्ग में उच्चतम स्थान ye kuch shayri hain dosto Maine khud likhi h . khud padh kar aap logon ko sunaeee h pasand aeee ho to like krein Channel ko subscribe krlein. share krein. Muhabbat bhare dil ke jazbaton ko alfaz dene ki koshish ki hai . Achi...
-
Khubsurat Shayari. Muskura kar hr gham ko chupa lena asaan nahi hota....
ye kuch shayri hain dosto Maine khud likhi h . khud padh kar aap logon ko sunaeee h pasand aeee ho to like krein Channel ko subscribe krlein. share krein. Zindagi k Chand haqaiq (Sachaee) ko bayaan krti huee shayri h . Achi lage to apna pyar dein. poet :- Faiz Ahmed Recited by :- Faiz Ahmed यूं…
more -
Khubsurat Shayari. Hum peeth peeche kisi ko bura nhi kahte chalo khush raho tm munhpr to hum...
ye kuch shayri hain dosto Maine khud likhi h . khud padh kar aap logon ko sunaeee h pasand aeee ho to like krein Channel ko subscribe krlein. share krein. Zindagi k Chand haqaiq (Sachaee) ko bayaan krti huee shayri h . Achi lage to apna pyar dein. poet :- Faiz Ahmed Recited by :- Faiz Ahmed ख़ुश…
more
We're indexing this podcast's transcripts for the first time — this can take a minute or two. We'll show results as soon as they're ready.
No matches for "" in this podcast's transcripts.
No topics indexed yet for this podcast.
Loading reviews...
ABOUT THIS SHOW
This is the poetry (Shayari) channel for entertainment. Giving you The best sheir of Urdu literature in the form of tribute to famous Urdu Shayar. I'm Also writing so give you entertaining shayari by me. Motto :- Shayari from heart.for beautiful Hearts. जज़्बातों को अल्फ़ाज़ देदूं लिखदूं दिल की हर बात हर बात कहदूं दिल में मुहब्बत होंठों पे प्यार रखता हूँ हाथों में क़लम लेकर दिल की आवाज़ लिखता हूँ ग़ुल-ओ-गुलशन आब-ओ-बहार लिखदूं सच है कि मुकम्मल जहां नहीं मिलता यहाँ पर ये कोशिश है मेरी कि कलम से मुकम्मल जहां लिखदूं
HOSTED BY
Faiz Ahmed
CATEGORIES
Loading similar podcasts...