PODCAST · society
Dixit Show 🎙️🎙️
by AKANKSHA DIXIT
It's all about love. How it feels when you being loved by someone, Yours expectations towards someone. Just Feel this feeling and Jio jee Bhar ke.
Episodes
-
Humari Adhoori Kahani 💔💔
Jab Kisi ko kisi se Mohabbat Hoti Hai, To Bhut Khoobsoorat Hoti Hai, Us mohabbat mein Insaan Sirf Pyar expect krta hai aur Kuch nhiii....Par Yhan Mohabbat to hui Par Adhoori reh gyi....Uski Tasveer Mein Vo usko Yaad krti Hai.....✌️✌️💞💞😍😍✨✨🎙️🎙️🆕🆕
-
Kisi Ki Chahat Mein Aisi Bhi Kya Raahat Hai??😛😛
Chaahat Is like Two times Food Which we eat Twice a day or thrice a day....But we Never complain Ki Don't Give us....Love also works in the same Process...Chahat Mansoor na ho To Raahat Bhi nhi milti hai...Us Raahat Ka kya kroge aap Jo khud hi gawara nhi krta....Be honest to your...
-
Tanha Kat rhi thi aur Aap Tabha Kar gye
Sometimes Loneliness gives you peace but not always...Aap Tabha Kar gye Us tanha se Insaan ko Jisko wakt ki kadar thi Aapko wqt ki nhi thi Uski bhi nhi hui Shama jalai usne magar Aaane vale subah ko bikher Kar rakh Diya usne 💔💔💥💥💓💓💞💞
-
Kaafirana Dil Hai 💓💓🙈🙈
Hum Kaafir Nhi hai Par Ye Jo Dil Hai ye kAafir bna hua hai....Kisi Ka musaafir bnna chhata hai Aur kehta hai usko Mera Intejaar Hai.....Kaafir Uska bhi Dil bhi Hai strange na✌️✌️😍😍
-
Ye Shaam Tere Naam 💌💌✌️✌️💓🌸💓
Ye Shaam Mastaani, Baatein Hain Andaazi. Mulakaat Krne se Dil Ka haal Theek ho jaata Hai. Subah Shaam Tere Izhaar se Man Ka Shak Door Ho jaata Hai...
-
Talaash : Mohabbat Ki
Bepanaah Talaash ki Teri Mohaabat ki par Raas nhi Aayi Tujhe Mera Pyar, Aise Kaise Kar Sakta hai Tu Mera Yaar💔💓💔
-
Khoosirat Mohaabat 💜💜
Mohaabat to sabko Hoti hai par isko nibhane vale Kam hote Hain kyunki jab is mohabbat mein Kayamat Aati Hai to vo Bikhar Jaate Hain 💔💔Dil Tut Jaate Hain.
-
Dil Hai Mera Aashikana, Saaathi Tera hai Saath Nibhana💓💓✌️✌️
Pyar krna Aa gya, Dard sehna Aa gya To lge iss khanjar Se Dobara Vaar krna bhi aa gya janab. Par Jo ye Dil Hai Jab pyar krta hai to vo Kuch nhi dekhta sab Kuch seh Jaata Hai...Kisi ki Parvaah nhi krta par Sabki Kar jaata hai 😊😊
-
Dil Ka Dariya
Iss Dariya si Mohaabat ne aise Behaal Kiya Jaise Kisi tehkhaane mein usko bnd kr diya Ho, Aag ki lauh ban jaati hai jab dekhti hoo is mohabbat ke aashiyaane mein💔💔
-
Dil Jigar se Gujri Hai💘💘
Ye Mohabbat ki hai Dastaan, Krdi Hai Apni Mohaabat Tere Naam, Leti Rehti Hoon Tera Naam Subah-Shaam❤️❤️
We're indexing this podcast's transcripts for the first time — this can take a minute or two. We'll show results as soon as they're ready.
No matches for "" in this podcast's transcripts.
No topics indexed yet for this podcast.
Loading reviews...
ABOUT THIS SHOW
It's all about love. How it feels when you being loved by someone, Yours expectations towards someone. Just Feel this feeling and Jio jee Bhar ke.
HOSTED BY
AKANKSHA DIXIT
CATEGORIES
Loading similar podcasts...