Khubsurat Paal
by deachen lamo
Duniya bht bade hai.. fir v lok tanha hai.. Jo v tanha mehsus karte hai.. Unse hum yeh khena chahate hai ki..Zindagi bht khubsurat hai.. Khushiyan har lamha apk paas hai.. Zarururi hai...Usse apne dil se apnana ne ke..( Khubsurat Paal Podcast aap sabhi k liya pyar aur mohabbat ka shayari le kar ayenge har din.. Sunte raheyea aur khush raheye.. Stay blessed!
Episodes
-
Kash koi tumsa hota
काश कोई तुमसा होता, जो न कभी नाराज़ हमसे होता… सोचते हम हर लम्हा, हर वक़्त उन्ही के बारे में.. फिर भी वो कहते हमें, याद करने वाला कोई होता… इस तरह ही यूँ गुज़र जाती ज़िन्दगी अगर, वो कहते मैं नहीं, मेरी यादें ही साथ रखना… तो आरज़ू भी न करते, हम उनसे मिलने की… उनकी यादो के सहारे, ही जिये चले जाते हम..!
-
Tujhe dhuaon mein mangna.. Kisi mannat se kaam ni..
Tuje dhua mein mangna kisi mannat se kaam ni, aur tere ishq mein fana hona, kisi kayaamaat se kaam ni.
-
Chhute hai mujhe sarghoshi
Chhuti he mujhe sargoshi se, aankho me ghuli khamoshi se Main farsh pe sajde karta hu, kuch hosh me kuch behoshi se......(by Gulzar ji)
-
Najare mat churao.. Corona
आ ही गए हो तो नज़रे भी चुरा सकते नहीं, हाथ जोड़कर करते हैं स्वागत, हाथ हम मिला सकते नहीं, परम्परा है अतिथियों का सत्कार करने की, इसलिए नज़रे तुमसे चुरा सकते नहीं, हाथ जोड़कर करते हैं स्वागत, हाथ हम मिला सकते नहीं, तेरे आने से देश में मायूसी सी छाई है, जैसे एक आंधी, काली घटा घेर लायी है, फिर भी नही...
-
Chalo dil k safar par chalenge
Chalo dil k, safar par chalenge.. Safar kahatam kar denge, hum to wahi par, jahan tak tumhare kadam le chalenge. .. Thank you
-
Dosti dilon ki nazdikyon se hote hai..dooriyon se ni
Dooriyon se koi farak ni padta, baat ko dilo ki nazdikyon se hote hai, dost to kuch aap jaiso se hai,warna mulakat toh..na jane kitno se hote hai...
-
Khush rhena
Manzelein bahut hai,Afsane bahut hai,imtehan zindgi mein ane bahut hai,jo mila ni,uska kya gila karna, duniya mein khush rhena k bahane bahut hai..stay chill..what may comes in life..there are alws many ways to be happy😊😘
-
Mohabaaat ka izhaar
Sochta hun apni mohabaat ka izhaar kar dun,tujse akhiti bar hal e dil bya kar dun,tere ishq mein apni jaan faana kar dun,yeh dil par apna zor ni chalta,yeh dil tere naam kar dun.
-
Hindi shyari
Kisi ko dil diwana pasanad hai... Kisi ko dil ka najrana pasand hai.. Auron ka toh muje khabar ni lekin,muje toh apno ka muskurana pasand hai.. Keep smiling&stay blessed
About this show
Duniya bht bade hai.. fir v lok tanha hai.. Jo v tanha mehsus karte hai.. Unse hum yeh khena chahate hai ki..Zindagi bht khubsurat hai.. Khushiyan har lamha apk paas hai.. Zarururi hai...Usse apne dil se apnana ne ke..( Khubsurat Paal Podcast aap sabhi k liya pyar aur mohabbat ka shayari le kar ayenge har din.. Sunte raheyea aur khush raheye.. Stay blessed!
Hosted by
deachen lamo
Categories