Episodes
-
Abida parveen – Mujhe Bekhudi
Hairat maraaz-e-har do jahan, bee-niyaaz kard ein khhwab kaar-e-daulat-e-bedar-e-mi kunad khuli jabke chashm-e-dil-e-hazeen to woh nam raha na tarii rahee hoi hairat aisee kuchh aankh par my eye got such amazement that be-asar ki be-asarii rahee padi gosh-e-jaan me ajab nida ke jigar na…
more -
Abida Parveen – ishq mein teri
nuktaachin hai, gham-e-dil us ko sunaaye na bane us ko sunaaye na bane kya bane baat jahaan, baat banaaye na bane nuktaachin hai, gham-e-dil………….. ghair phirata hai lie yun tere Khat ko ki agar koi poochhe ki ye kya hai, to chhupaaye na bane nuktaachin hai, gham-e-dil………….. main bulaata to hun us...
-
nuktaachin hai Gam-e-dil us ko sunaaye na bane
nuktaachii.N hai Gam-e-dil us ko sunaaye na bane kyaa bane baat jahaa.N baat banaaye na bane [nuktaachii.N=critic/sweetheart ] mai.n bulaataa to huu.N us ko magar ae jazbaa-e-dil us pe ban jaaye kuchh aisii ki bin aaye na bane khel samajhaa hai kahii.n chho.D na de, bhuul na jaaye kaash yuu.N…
more -
hazaaro Khvaahishen aisi
hazaaro.n Khvaahishe.n aisii ki har Khvaaish pe dam nikale bahut nikale mere armaa.N lekin phir bhii kam nikale Dare kyuu.N meraa qaatil kyaa rahegaa usakii gardan par vo Khuu.N jo chashm-e-tar se umr bhar yuu.N dam-ba-dam nikale [chashm=eye; tar=wet; dam_ba_dam=continously] nikalanaa Khuld se...
-
Dil-E-Nadan
dil-e-naadaa.N tujhe huaa kyaa hai aaKhir is dard kii davaa kyaa hai ham hai.n mushtaaq aur vo bezaar yaa ilaahii ye maajaraa kyaa hai [mushtaaq=interested; bezaar=displeased/sick of] mai.n bhii muu.Nh me.n zabaan rakhataa huu.N kaash puuchho ki muddaa kyaa hai jab ki tujh bin nahii.n koii…
more -
Abida PArveen – Ibne Mariyam Hua Kare Koi
Ibn-e-mariyam hua kare koi Mere dukh ki dava kare koi Chaal jaise kadi kamaan ka teer Dil mein aise ki jaa kare koi Baat par vann zubaan katati hai Vo kahen aur suna kare koi Jab tavaqqo hi uth gayi ‘Ghalib’ Kyon kisi ka gilaa kare koi
We're indexing this podcast's transcripts for the first time — this can take a minute or two. We'll show results as soon as they're ready.
No matches for "" in this podcast's transcripts.
No topics indexed yet for this podcast.
Loading reviews...
ABOUT THIS SHOW
Ranjish hi sahi ….dil hi dukhane ke liye aa …
Loading similar podcasts...