Skip to content
Pratham on mic podcast artwork

PODCAST · society

Pratham on mic

by Pratham Agrawal

Hey, Pratham Agrawal is a poet and writer who likes to express his thoughts in a simple poetic way.Sometimes he is a mess and most of all he is the loneliest, but his thoughts never let him down. So come on board to feel some Ups and Downs of his journey with some mesmerising words and stories ✨

Publisher-supplied feed metadata · PodParley refreshed Feb 5, 2025 · Source feed

Episodes

  1. Gulab 🥀

    Gulab 🥀 Yeh kahaani hai ek aise Gulab ki jise phool se zyada maana gaya… aur ek aise insaan ki jo use bachate-bachate khud mitti ban gaya…

  2. Intezar aur Mulaqat ❤️(vol II)

    Woh chhoti si mulaqat, Jo ek lambi dastaan ban jaati hai, Woh ek nazar… Jo bina kuch kahe saari baat keh jaati hai… . . IG: @pratham.on.mic

  3. ek Khaali Panne pe (vol II)

    Na doori thi… na koi faasla, Tha toh bas pyaar ka aashiyana, Jahan har jazba dua ban gaya, Aur har dua sirf tu ban jaaye…

  4. Tum aur Hum 💖(vol II)

    Duniya alag hogi, par pyaar tu tab bhi mera hoga, Jaha baadalon ke paar mai, Par sitaaron ke neeche tu hoga… 💖 . . IG : @pratham.on.mic

  5. ek Kahaani 🤍

    Yeh kahaani meri bhi hai, Yeh kahaani teri bhi hai… Door rah ke bhi koh judi rahi, Yeh us ISHQ ki kahaani hai… Yeh Safed ISHQ ki kahaani hai… . . IG @pratham.on.mic

  6. Mera अंत.

    Mera अंत, ab mai likh chuka hu… Aur ab ye kalam, dobara nahi uthegi.

  7. Tere Bina-Tere Saath

    Jab bhi likhta hoon, tera naam sajta hai… Jab-jab sochta hu, dil zoron se dhadakta hai… . Follow for daily updates: Instagram @pratham.on.mic🎤

  8. Aaj Phir ye Raat ❤️‍🩹

    तेरी बेवफ़ाई की परछाई मुझ पर छायी है, तेरे झूठे वादों की गूँज अब भी मेरे कानों में समायी है, तेरे जाने के बाद ही तो मेरी धड़कनों ने सिर्फ़ तन्हाई अपनायी है, शायद इसीलिए………❤️‍🩹

  9. Apna Hai ❤️

    हाँ….. ये वक्त ज़रूर कम है… पर तेरा ख़याल हो… तो किस बात का गम है…!!

  10. Mera अंत ❤️‍🩹(vol II)

    Jeena ya marna insaan ke bas mein kabhi tha hi nahi… Par kaise jeena hai… kaise apne hi saaye mein ghut ke marna hai… Ye sirf humare haath mein hai…

  11. Zarurat ❤️‍🩹 (vol II)

    Pata hai kisi se door rah ke, alag rah ke kesa mehsoos hota hai…? Jaise apni Rooh se Rooh ke bandhan ko todna… Jaise chaand ka hamesha andheron me khona… Vase hi… khud se khud ko chhodna ❤️‍🩹

  12. Tum, aise toh nahi the..?

    Jaha Mulaqat ro deti hai… aur Khamoshi sab tod deti hai… Tum… Aise toh nahi the…? Jab mujhse mile the toh rote toh nahi the…? Kya ye doori Waqt ko chura leti hai…? Yah sirf Hamare beech ki baatein mita deti hai…?

  13. Intezaar aur Mulaqat ❤️

    Do dil, chahe kitni bhi door kyun na ho, agar unme mohabbat saaf ho toh har intezaar, akhir ek mulaqat mein badal hi jaata hai. ❤️

  14. Ek Khaali Panne Pe…✍🏻

    Jab mere saat vachan tere naam ho… Jab dil se nikalta bas ek hi naam ho… Ek khaali panne pe tera naam ho… Jiske aage mera naam ho…

  15. Kaash Ye Waqt…❤️

    Teri aankhon mein jo nami chamke… Woh barish ban mere dil me utre… Tere hothon ki jo muskurahat ho… Uski wajah sirf mere naam ho…

  16. Mere Saath Tum Ho ❤️

    Jaise Ram ke saath Sita hain… Krishna ke saath Radha hain… Shiv ke saath Shakti hain… Waise hi meri zindagi ka sirf ek sach hai… Mere saath tum ho…❤️

  17. Tum Mere Ho - Bas itna kaafi Hai

    Har ladhai, har doori, har waqt ka intezaar qurbaan hai, Agar anjaam mein tumhara haath mera ho…

  18. Meri Likhi Kitaab ❤️

    Tum meri likhi kitaab ho….❤️

  19. Efforts 🥀

    Efforts, koshish, is duniya ki vo ek lauti aisi cheez hai jo jitni kari jaaye….. logon ki utni hi kam lagti hai….

  20. Waqt Ka Wada!!

    Pyaar me intezar na ho toh pyaar pyaar nahi hota….

  21. Mera अंत?!

    Pata hai kuch log naa shayad pyaar ke liye bane hi nahi hote hai….. Ya shayad unki kismat me hi nahi hota….. ki vo thode lambe samay tak khush rah sake…

  22. Unconditional Love ♥️

    Pyaar ki agar umeed ki jaaye toh pyaar hona toh nahi chaiye…..?!!!

  23. HAAN 🤌🏻

    Tera pyaar teri khushiyan aur Tujhe Hamesha Sambhal ke Rakhuga… ye Wada karta hun🌺

  24. Galat Umeed 💔

    Insaan sahi, umeed Galat Yah Umeed sahi Insaan Galat..?

  25. AADAT 🫶🏻

    insaan ek bohot khubsurat aadat ban sakta hai💖

  26. ZARURAT ❤️‍🩹

    साथ चलोगी मेरे, क्यूकी ये रास्ते अब अकेले से है… क्यूकी तुम्हारे बिना इस दिल का जीने का मन नहीं है…❤️‍🩹

  27. WAQT ? ❤️‍🩹

    Jitna Waqt utna Intezar jitna intezar utna hi dard jitna ye dard utni hi takleef Jitni takleef Utna hi waqt lagta hai Us dard se ho rahi takleef ko Khatam hone me…❤️‍🩹

  28. TUM aur HUM 💖

    Baadalon ke us paar, sitaaron ke niche, tum aur mai✨💖

  29. Dil Se Kahta Hun💖🫶🏻

    Pyaari pyaari baatein, ab dil se kahta hun… mai tera tha, tera hun, aur tera rahuga, ye dil se kahta hun💖

  30. Good Bye ❤️‍🩹

    Mere chale jaane se tum Dukhi mat hona… mai hamesha yuhi tumhare Dil me hasta rahunga 🙂

  31. Akelapan ❤️‍🩹

    Peace is not always the right option 🙂❤️‍🩹

  32. Takleefon ka Baksa

    Takleef toh har kisi ko hoti hai is duniyan me, bas insaan-insaan ki baat hoti hai. Koi use chupane me mahir hota hai, toh kisi ki aankhon me hi jhalak jaati hai…🙂

  33. Khwabon ka Intezar

    Khwab dekhna accha hota hai… har koi dekhta hai… lekin, kya ho agar un khwabon me bhi intezar karna pade… aur intezar karte karte voh khwabon guzar jaaye…?

  34. DiL-E-Baat

    Dil ki gahraaiyon se seedha zuban tak… kuch sacchi, kuch ankahi baatein 🙂💗

  35. Runaway - (STORY)

    Kuch log pyaar ke liye ghar se bhaag jaate hai… toh kuch log ghar ke liye apne pyaar ko akela chodh aate hai.. ye story hai us ladki ki, joh sab kuch chodh ke akele, ek anjaan shahar me mujhse milne aagayi thi🙂

  36. Ek toota hua dil 💔

    Ever wondered that a broken heart is a fragile mirror reflecting the pieces of a love that once shone brightly…💔🙂

  37. CHAAND 🌙

    Duniyan me ek hi toh cheez hai joh rote hue itni khoobsoorat lagti hai ✨🤍🌙

  38. WAQT aur INTEZAR

    hey, so this is my first podcast which is about how someone is suffered by waiting and waiting for that one person who left us all ALONE

Type above to search every episode's transcript for a word or phrase. Matches are scoped to this podcast.

Searching…

We're indexing this podcast's transcripts for the first time — this can take a minute or two. We'll show results as soon as they're ready.

No matches for "" in this podcast's transcripts.

Showing of matches

No topics indexed yet for this podcast.

Loading reviews...

ABOUT THIS SHOW

Hey, Pratham Agrawal is a poet and writer who likes to express his thoughts in a simple poetic way.Sometimes he is a mess and most of all he is the loneliest, but his thoughts never let him down. So come on board to feel some Ups and Downs of his journey with some mesmerising words and stories ✨

HOSTED BY

Pratham Agrawal

Frequently Asked Questions

How many episodes does Pratham on mic have?

Pratham on mic currently has 38 episodes available on PodParley. New episodes are automatically indexed when they're published to the podcast feed.

What is Pratham on mic about?

Hey, Pratham Agrawal is a poet and writer who likes to express his thoughts in a simple poetic way.Sometimes he is a mess and most of all he is the loneliest, but his thoughts never let him down. So come on board to feel some Ups and Downs of his journey with some mesmerising words and stories ✨

How often does Pratham on mic release new episodes?

Pratham on mic has 38 episodes. Check the episode list to see recent publication dates and frequency.

Where can I listen to Pratham on mic?

You can listen to Pratham on mic on PodParley by clicking any episode. We provide an embedded audio player for direct listening, and you can also subscribe via your preferred podcast app using the RSS feed.

Who hosts Pratham on mic?

Pratham on mic is created and hosted by Pratham Agrawal.
URL copied to clipboard!