Skip to content
Roobaroo- Jindagi Ki Jhalak podcast artwork

Roobaroo- Jindagi Ki Jhalak

by Roobaroo - Jindagi ki jhalak

Man ki bhawanao ko batati kuch kavitaye aur kahaniya. Jindagi se judi sachhai ko bayan karne ka chota sa prayaas. Hindi ki kavitaon ke madhyam se man ke vichaar vyakt kiye hai.

From the show's RSS feed, refreshed Aug 21, 2021. Source feed.

Subscribe Bookmark

Episodes

  1. Apna kal khud likhkar dikhte hai

    Jindagi ko khud likhne ki lalak liye ye kavita ummed bhi deti hai, aage badhne ka hausla bhi deti hai. ' andhera Ghana bahut hai, koi deep jalate hai, toofano ke hamle se ise bujhne se bachate hai' isi vishwas ke sath likhi gayi ye kavita apko pasand ayegi. Apne vichar jaroor vyakt kare.

  2. Sunahri manzil ko pana hai

    Har mushkil haalat se guzarkar sunahri manzil ko pane ki zid hai is kavita me.... Asha hai aap pasand karenge. Please listen and share your feedback. Your feedback matters.

  3. Befikre hai.... Khuddari sath rakhte hai

    In this episode reciting two poems on befikri and khuddari. Hope you like it and share your feedback.

  4. Ek guzarish

    Zindagi se guzarish karti ek kavita... Hamesha garv se khade rahne ko prerit karti hai isme likhi kuch panktiya... Asha karti hu apko pasand aayengi...

  5. Darne se kya hasil hoga

    Poem on life. Inspirational poem boosting the inner strength.

  6. Hawa aur dil ka samvaad

    Hawa aur dil ke beech ka samvaad ... Hawa dil ko sambal bandhati hai... apni tarah udna,sambhalna, mast rahna sikhati hai.... udasiyo me jeevan na khona, bhadke sholo se jindagi ke hawan me baghar dene ka andaaz batatai hai

  7. Jeet jayenge

    Kavita hai, jindgi me aayi mushkile se ladne ki aur sambhale ki... agar dil me viswas hai to manzil hamesha pas hai

  8. Nishaan nahi milta

    Jindagi ki unchi neechi raaho me aane wale palo ko bayan kiya hai, bataya hai ki hame kya milta hai aur kya peeche choot jata hai, use hi batya hai ki jindagi ke safar me hame kya nahi milta....

  9. Ye kaam mujhe kar jana hai

    Kavita hai, soyi hui insaniyat ko jagane par, bujhti hui chingari ko shola banane ki, kabhi mat sochna ki kuch sapne toote aur jindagi toot gayi, ise aur mazboot banana h, aur bahut kuch kar jana h...

  10. Apna ehsaas de jayenge...

    Ye kavita hai apne ehsas ki... Vishwas ki... Aage badhne ki.... Duniya ko gulistan banane ki... Apne rang se sajane ki...

  11. Tham jaye vo jindgi nahi hoti

    Kavita hai mushkilo me bhi chalte rahne par, agar raah me aati mushkil se darr gaye aur tham gaye to fir hum insaan nahi... Kai baar lagega ki raahe kahi pahunchti nahi,sapno ko manzil milti nahi, par fir bhi tujhe chalna hoga... Badhte rahna hoga

  12. Waqt

    Kavita hai waqt ke sath badlte nazariye ki... Agar nazariya nahi badla to waqt to aage badh jata hai... Par hum vahi rah jate hai....

  13. Khoobsurat

    Khoobsurat kaaynaat se milati ye kavita jeene ka naya ahsaas dilati hai.

About this show

Man ki bhawanao ko batati kuch kavitaye aur kahaniya. Jindagi se judi sachhai ko bayan karne ka chota sa prayaas. Hindi ki kavitaon ke madhyam se man ke vichaar vyakt kiye hai.

Hosted by

Roobaroo - Jindagi ki jhalak

Frequently asked questions

How many episodes does Roobaroo- Jindagi Ki Jhalak have?

Roobaroo- Jindagi Ki Jhalak has 14 episodes on PodParley. The most recent episode was published on March 13, 2021.

What is Roobaroo- Jindagi Ki Jhalak about?

Man ki bhawanao ko batati kuch kavitaye aur kahaniya. Jindagi se judi sachhai ko bayan karne ka chota sa prayaas. Hindi ki kavitaon ke madhyam se man ke vichaar vyakt kiye hai.

How often does Roobaroo- Jindagi Ki Jhalak release new episodes?

Roobaroo- Jindagi Ki Jhalak publishes a few times a week, based on its 14 episodes since January 2021.

Who hosts Roobaroo- Jindagi Ki Jhalak?

Roobaroo- Jindagi Ki Jhalak is created and hosted by Roobaroo - Jindagi ki jhalak.
Link copied