#
Title
1

26071702 – Maghfirat Rahmat aur Rizq ka Sabse Aasaan aur Jaamay Zikr

2

26071701 – Kya koi shakhs apni zindagi mein apni virasat taqseem kar sakta hai? virasat ke maal ko gift mein dene ke ahkaam

3

26062601 – Dajjal ke mutalliq do hadeeson ki wazahat

4

26070303 – Agar baap ki zameen par ek betay ne apne zati paisay laga kar ghar tameer kiya ho, aur ab walid wafat pa chuke ho. Ab chunke zameen ke hissedar tamam wursa (aulad) hain, toh jis betay ne paisay lagaye thay, kya wo taqseem se pehle apni lagayi hui asal raqam wapas mang sakta hai? Aur kya yeh kehna durust hai ke pehle uski raqam di jaye aur baqi jaidad shariat ke mutabiq sab mein taqseem ho?

5

26070302 – Ek shakhs hai, us ne kisi se qarz liya hai, wo shakhs mar gaya hai. Ab us ke jo waris hain wo kafi well-off hain, un ke paas kafi paisa hai. Toh kya main yeh jo qarz liya hai ek lakh, us shakhs ke naam par kisi fuqara mein taqseem kar doon ya lazmi ke main wursa ko de doon? Kyunke wo waise bhi bohat maldar hain, un ko farq nahi parega.

6

26070301 – Kya agar college, classes aur gym ki wajah se jamaat ke sath namaz na mile, lekin namaz apne waqt ke andar ada kar li jaye, toh kya phir bhi main gunahgar hoon?

7

26061901 – Kya Dajjal ki wafaat ho chuki hai, ya wo is waqt kisi jazeere mein zinda qaid hai?

8

26061203 – Ikhlaas ko behtar karney ke liye tips

9

26061201 – Ek Salafi bhai jin ko paison waghairah ki koi khaas kami nahin. Un ki biwi baghair mahram ke hawai jahaz ka safar karke aayi hain. Naseehat karne par Salafi bhai ka jawab tha ke agar main lene jaoon aur phir wapas chhorne jaoon to bahut zyada paise kharch honge. Aap is bhai ko kya naseehat aur tanbeeh karte hain?

10

26061202 – Visa lenay ke liye do maheenay pehlay online nikah kar saktay hain. Aur phir wahan pohanch kar qazi ke samnay dobara nikah karwa saktay hain?

11

26050802. Shariah-compliant company ke shares khareedney ka kya hukm hai? (tafseeli wazahat)

12

26051503 – Agar Qurbani hum doosrey mulk mein kar rahey hain to baal aur nakhun kab kaatein?

13

26051502 – Dhul hijjah ke das din aaney waley hain, aap kya naseehat kartey hain? hamein kya karna chahiye?

14

26051501 – Agar hamein 7 dhul hijjah ki shaam ko mina le jaya jaye toh ihraam kab baandhna hai aur neeyat kab karni hai.

15

26050801 – Hum talab-e-ilm ke liye ek saath jama hote hain, lekin hamare baaz saathi abhi tak door hain. To aap hamein kuch naseehat kijiye.

16

26050103 – Hamare yahan Hajj par jaane se pehle aur wapas aane ke baad kuch rasoomat hoti hain, inka kya hukm hai?

17

26050102 – Kya aurat ka bina mahram safar karna jayez hai?

18

26050101 – Mera sawal risala Nawaqid ul Islaam ke taalluq se hai jismein pehla naaqidh shirk hai aur doosra naaqidh waseela ka shirk hai. To mera sawal ye hai ke dono nawaqidh mein farq kya hai?

19

Kya Dajjal waqayi koi insaan hai ya mehaz kisi baatil system ka naam ?