Lafz podcast artwork

PODCAST · arts

Lafz

Jab nahin rahunga main tab bhi rahunga yahin Meri aawaaz siyaah waqt par tairati rahegi Kisi sadi mein zamaana yun bhi sochega Bohot waqt lag gaya miyaa'n Tum tak aate aate Soz :) Ig : Abhishek_soz [email protected]

  1. 60

    Mohabbat ki ek nazm - Amjad Islam Amjad

    Tanha tanha baithe hue Aur is ek nazm ko padhte hue Us ek shakhs ko yaad karte hain Jo yun kabhi apna ho nah saka Beech mein aaya sab kuchh Jungle .. sehra .. samandar Aur samaaj Raincoat movie ki ye photo Saath mein Rudaali ka ye geet Jahaan par kaafi relatable hijr hai Khair Suniye aur malaal kijiye Bohot ishqSoz .

  2. 59

    Socha nahin achchha bura - Bashir Badr

    Aaj 30 November hai .. aur main bashir saahab ki ye mashoor ghazal record kar ke upload kar raha hun . School ke dino se hi ye bohot pasand rahi hai mujhe .. khaas kar ke doosara sher iska . Is ghazal mein poora ek zamaana simta hua hai umra ka meri . Woh saare log yaad aane lagte hain jo is waqt bbehadd qareeb theyy mere .. par ab saalon se baat nahin hui . Jo is episode ke liye photo use ki hai woh ek friend ne kalimpong se click kar ke bheji thi . Kalimpong water painting ke jaisa lagta hai nah ?Zafar Iqbal ka ik sher hai : सफ़र पीछे की जानिब है क़दम आगे है मेरामैं बूढ़ा होता जाता हूँ जवाँ होने की ख़ातिरSafar peechhe ki jaanib hai qadam aage hai meraMain boodha hota jaata hoon jawaa'n hone ki khaatir ishq Soz .

  3. 58

    Ibn e mariyam

    Debasmita is undoubtedly the most talented singer whom I've known over years .. this ghazal of Ghalib is just another proof of this .. very few artists have this ability to capture the mood of the listener .. Debasmita is one of them .. this is one ghazal which I always wanted her to sing .. and it definitely suits her style of singing ..

  4. 57

    Dr Bhaskar Mukherjee

    Dr Bhaskar Mukherjee is a consultant psychiatrist in kolkata .. Sir ko dekh kar aksar khayaal aata hai woh hum sab se aage bohot aage .. waqt ke dusare sirey par khadey .. Apni ungliyon mein ek sulagati cigarette lekar bhool gaye hain .. kisi gehri soch mein doobey .. aankhon mein unki dheerey dheerey neend bhar rahi hai .. I've shared a father and son relationship with him : )

Type above to search every episode's transcript for a word or phrase. Matches are scoped to this podcast.

Searching…

We're indexing this podcast's transcripts for the first time — this can take a minute or two. We'll show results as soon as they're ready.

No matches for "" in this podcast's transcripts.

Showing of matches

No topics indexed yet for this podcast.

Loading reviews...

ABOUT THIS SHOW

Jab nahin rahunga main tab bhi rahunga yahin Meri aawaaz siyaah waqt par tairati rahegi Kisi sadi mein zamaana yun bhi sochega Bohot waqt lag gaya miyaa'n Tum tak aate aate Soz :) Ig : Abhishek_soz [email protected]

HOSTED BY

kaun_ abhi?

CATEGORIES

Frequently Asked Questions

How many episodes does Lafz have?

Lafz currently has 4 episodes available on PodParley. New episodes are automatically indexed when they're published to the podcast feed.

What is Lafz about?

Jab nahin rahunga main tab bhi rahunga yahin Meri aawaaz siyaah waqt par tairati rahegi Kisi sadi mein zamaana yun bhi sochega Bohot waqt lag gaya miyaa'n Tum tak aate aate Soz :) Ig : Abhishek_soz [email protected]

How often does Lafz release new episodes?

Lafz has 4 episodes. Check the episode list to see recent publication dates and frequency.

Where can I listen to Lafz?

You can listen to Lafz on PodParley by clicking any episode. We provide an embedded audio player for direct listening, and you can also subscribe via your preferred podcast app using the RSS feed.

Who hosts Lafz?

Lafz is created and hosted by kaun_ abhi?.
URL copied to clipboard!