PODCAST · arts
Roohaniyat Urdu Podcast
by Roohaniyat Urdu Podcast
Tire ishq ki intiha chahta huunMiri saadgi dekh kya chahta huunUrdu poetry is an integral part of South Asian culture. Urdu poems talk about love, god, life & loss. In this podcast I will be sharing spiritual poetry. (Naat-O-Manqabat)
-
22
Maahe-Kaamil Ka Falak par Shaq Kalejaa ho Gayaa - Mohd. Viquaruddin Siddiqui
Poet: Mohammed Viquaruddin Siddiqui Hyderabad, India
-
21
Lutf Rakhha hai Khuda ne naat mein Quraan ka - Mohammed Viquaruddin Siddiqui
Poet: Mohammed Viquaruddin Siddiqui Hyderabad, India
-
20
Naam-e-Aaqa ka waziifa lab pe rozana raha - Mohammed Viquaruddin Siddiqui
Poet: Mohammed Viquaruddin Sidiqui Hyderabad, India
-
19
Naat-e-Rasool- Viquaruddin Siddiqui - Ya Rasool Allah
Poet: Mohammed Viquaruddin Siddiqui Hyderabad, India Published book: Faizaan-e-Haram
-
18
Naat - Viquaruddin Siddiqui - Hain Shah-e-Kaunain Kiske Gar Ghulamon ke Nahin
Poet: Mohammed Viquaruddin Siddiqui "Viquar" Hyderabad, India Hain Shah-e-Kaunain Kiske gar Ghulamon ke Nahi
-
17
Ameer Minai - Naat - Sallaaho-alaihe-Vasallam
Poet: Ameer Minai KHalaq ke servar, shaafa-e-mahshar, sallaaho alaihe-vasallam mursal-e-daavar-e-KHaas payambar, sallaaho alaihe-vasallam nuur-e-mujassam, nayyar-e-aazam, survar-e-aalam, muunis-e-aadam nuuh ke hamdam, KHizr ke rahbar, sallaaho alaihe-vasallam faKHr-e-ayaa.n hai.n, arsh-e-makaa.n hai.n, shaah-e-shahaa.n hai.n, saif-e-zabaa.n hai.n sab pe ayaa.n hai.n aap ke jauhar, sallaaho alaihe-vasallam bahar-e-saKHaavat, kaan-e-muravvat, aaya-e-rahmat, shaafe.a-e-ummat maalik-e-jannat, qaasim-e-kausar, sallaaho alaihe-vasallam qibla-e-aalam, ka.aba-e-aazam, sab se muqaddam raaz ke mahram jaan-e-mujassam, ruuh-e-musavvir, sallaaho alaihe-vasallam daulat-e-duniyaa KHaak baraabar, haath ke KHaalii dil ke tava.ngar maalik-e-kishvar taKHt na afsar, sallaaho alaihe-vasallam rahbar-e-muusaa, haadii-e-iisaa, taarik-e-duniyaa, malak-e-uqbaa haath kaa takiya, KHaak kaa bistar, sallaaho alaihe-vasallam chashma-e-jaarii, KHaassa-e-baarii, gard-savaarii baad-e-bahaarii aa.iina-daarii, faKHr-e-sikandar, sallaaho alaihe-vasallam mehr se mamluu, resha resha ne.amat, 'amiir' apnaa hai pesha dard hamesha rahtaa hai aksar, sallaaho alaihe-vasallam
-
16
Munajat - Mohammed Viquaruddin Siddiqui Viquar
Poet: Mohammed Viqauruddin Siddiqui Viquar Hyderabad, India Munajat means secret conversation, whispering, prayer, longing or yearning. It is a poem glorifying Allah as well as an act of offering prayer by submitting humble supplication.
-
15
Naat - Aap ko paatā nahīñ jab Aap ko paatā huuñ maiñ - Kamil Shattari
Poet: Kamil Shattari aap ko paatā nahīñ jab aap ko paatā huuñ maiñ yā to kho jaatā huuñ, yā phir kho diyā jaatā huuñ maiñ
-
14
Naat-e-Paak - Mushahid Rizvi - Ho Jaati hai Naat
Poet: Mushahid Rizvi dil se aaqaa kii ho tauqiir, to ho jaatii hai na.at ho KHayaalaat me.n tathiir, to ho jaatii hai na.at dars-gah-e-na.at kii laaraib hai, qur.aan-e-aziim paa.e.n qur.aan se tanviir, to ho jaatii hai na.at
-
13
Naat-e-Paak - Abdul Sattar Niazi - achchhii lagii
Naat-e-Paak - Abdul Sattar Niazi khusravii achchhii lagii, na sarvarii achchhii lagii ham faqiiro.n ko, madiine kii galii achchhii lagii duur the to zindagii, be-ra.ng thii, be-kaif thii un ke kuuche me.n ga.e to, zindagii achchhii lagii
-
12
Naat-e-Rasool - Iqbal Azeem - Jahan Rauza-e-Paak-e-Khairul-wara hai Vo Jannat nahin hai toh phir aur kya hai
Poet: Iqbal Azeem Jahan Rauza-e-Paak-e-Khairul-Wara hai Vo Jannat Nahin hai toh phir aur kyaa hai
-
11
Kahan Main Kahan Madh-e-Zaat-e-giraami - Naat-e-Shareef - Iqbal Azeem
Poet: Iqbal Azeem Kahan Main Kahan Madh-e-Zaat-e-Giraami - Naat-e-Shareef
-
10
Salaam: Mahirul Qadri - Salaam Us Per, Ke Jis Ne Be Kaso.n Ki Dastagiri Ki
Poet: Mahirul Qadri Salaam Us Per, Ke Jis Ne Be Kaso.n Ki Dastagiri KiSalaam Us Per, Ke Jis Ne Badshaahi Mein Faqiiri Ki #urdunaat #urduposts #urdusufipoetry #naat2023 #naatsharif #mahirulqadri
-
9
Naat-e-Paak: Humse Tauseef-e-Gulistaan-e-adam mat pucho
Humse Tauseef-e-gulistaan-e-adam mat pucho #urdunaat #urduposts #urdusufipoetry #naat2023 #naatsharif
-
8
Naat-e-Shareef: Tere Qadam se ai mere Sultaan-e-Kaiyenaat
Tere Qadam se ai mere sultaan-e-Kaiyenaat #urdunaat #urduposts #urdusufipoetry #naat2023 #naatsharif
-
7
Naat-e-Paak: Zikr-e-Sarkaar hai Sanso.N ka Sahaara Meraa
Kalaam-e-Shaair Ba-Zabaan-e-Shaair Naat-e-Paak: Zikr-e-Sarkaar hai Sanso.N ka Sahaara Meraa Poet: Syed Jalaluddin Hussaini Juniad
-
6
Naat-e-Paak: By Mohd. Gaziuddin Siddiqui 'Kamaal'
Main kyaa kahu.N,huzoor ka hai ehtaraam kyaa Quraan bolta hai yeh meraa kalaam kyaa Poet: Mohd. Gaziuddin Siddiqui Kamaal Hyderabad, India
-
5
Naat-e-Rasool: Darbaar-e-Mustufaa ke Kyaa hai.N ghulaam Likhnaa
Poet: Mohammed Gaziuddin Siddiqui "Kamaal" Hyderabad, India Darbaar-e-Mustufaa ke, Kyaa hai.N ghulaam Likhnaa Har Taajwar se oonchaa, inka maqaam Likhnaa Baad-Az Salaam meraa, Jo hai payaam likhnaa Maaruza likhnay Waalo, Haal-e-ghulaam likhna Aamaal-naama meraa, likhnaa toh ai farishto Sarkaar-e-do Jahaa.N kaa, Adnaa ghulaam likhnaa Jhukte hain sar wahaa.N par, Jhuktay hain dil yahaa.N par Rowzay ko bhi nabi kay Baitul-haraam likhnaa Quraan-e-paak shahid hai, inki azmato.N kaa Tauseef HuQ ne kii hai, phir kyaa muqaaam Likhnaa Har ek hai muaddab, Taibaa mein baat kyaa hai Is shahar ka hai aisaa, kyon ehtamaam likhna Aaqa-e-do-Jahaa.N hai Ghurbat-pasand Aaqa Moonis Ghareeb ke hain, Khair-ul-anaam Likhnaa Quraan jab hai goya ausaaf-e-mustufaa mei.N Asaa.N nahin hai, naat-e-khairul-anaam Likhnaa Duniya se jaanay walaa toh hai Kamaal Lekin Deedaar-e-Mustufa par hai, Ekhtataam Likhnaa
-
4
Naat-e-Paak:Mujhko meri baqshiish ke asaar nazar aaye
Mujhko meri baqshiish ke asaar nazar aaye
-
3
Naat-e-Paak:Parwaana banke dil mera shaidaa hai aaj bhi
Parwaana banke dil mera shaidaa hai aaj bhi Poet: Mohammed Gaziuddin Kamaal Siddiqui
-
2
Naat-e-Paak:Shaidaai azal se Hun Sarkaar-e-Do-Aalam ka
Shaidaai azal se Hun, Sarkaar-e-Do-Alam ka Poet: Mohammed Gaziuddin Siddiqui Kamaal, Hyderabad, India
-
1
Naat-e-Rasool - Adab ke askhud pehluu nikalte hain Madine mein
Naat-e-Rasool - Adab ke askhud pehluu nikalte hain Madine mein Poet: Gaziddin Siddiqui Kamaal, Hyderabad, India
We're indexing this podcast's transcripts for the first time — this can take a minute or two. We'll show results as soon as they're ready.
No matches for "" in this podcast's transcripts.
No topics indexed yet for this podcast.
Loading reviews...
ABOUT THIS SHOW
Tire ishq ki intiha chahta huunMiri saadgi dekh kya chahta huunUrdu poetry is an integral part of South Asian culture. Urdu poems talk about love, god, life & loss. In this podcast I will be sharing spiritual poetry. (Naat-O-Manqabat)
HOSTED BY
Roohaniyat Urdu Podcast
CATEGORIES
Loading similar podcasts...